Shipping policy
Shipping & Delivery Policy
Hum Pakistan bhar mein Free Delivery offer karte hain.
Delivery Time
Order confirm hone ke baad, product 3-7 working days ke andar deliver kar diya jata hai (location ke mutabiq thoda time kam ya zyada ho sakta hai).
Order Tracking
Order dispatch hone ke baad aapko tracking details WhatsApp/SMS ke zariye bhej di jayengi.
Cash on Delivery
Cash on Delivery (COD) tamam Pakistan mein available hai — koi advance payment ki zaroorat nahi.
Delay ki Surat Mein
Agar kisi wajah se delivery mein ma'mool se zyada waqt lag raha ho, to hum aapko update karenge. Kisi bhi sawal ke liye Contact page ke zariye rabta karein.